Wednesday, September 3, 2008

bakhuda tum hi ho..........



tumhi ehsaason mein…
tumhi jazbaaton mein…
tumhi lamhaaton mein…
tumhi din raaton mein…

Bakhuda… tumhi ho,
Har jagah, tumhi ho…
haan main dekhun jahaan jab…
uss jagah… tumhi ho…

ye jahaan… tumhi ho,
wo jahaan… tumhi ho…
iss zameen se falak ke…
darmiyaan… tumhi ho…

tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho…

tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho….

tum hi ho… ho…
tum hi…

kaise bataayein tumhe…
aur kis tarah … ye…
kitna tumhe hum, chahte hain…

sayaan bhi tera dikhe…
to paas jake…
uss mein simat hum jaate hain…

raasta… tumhi ho,
rehnuma… tumhi ho…
jiski khwaahish hai humko…
wo panaah tumhi ho…
tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho…

tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho….

tumhi ehsaason mein…
tumhi jazbaaton mein…
tumhi lamhaaton mein…
tumhi din raaton mein…

kaise bataayein tumhe…
shabb mein tumhaare…
khwaab haseen jo aate hain…

kaise bataayein tumhe…
lafz wo saare…
jism ko jo mehkaate hain…

iftidaar… tumhi ho,
intehaan… tum hi ho…
tum ho jeene ka maqsad…
aur wajah tumhi ho…

Bakhuda… tumhi ho,
Har jagah, tumhi ho…
haan main dekhun jahaan jab…
uss jagah… tumhi ho…

ye jahaan… tumhi ho,
wo jahaan… tumhi ho…
iss zameen se falak ke…
darmiyaan… tumhi ho…

tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho…

tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho….

tum hi ho….

tum hi…

khuda jaane.....ki tum mere khuda ho...



Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai


Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua


Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai


Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda

Tu kahe to tere hi kadam ke
main nishanon pe
Chalun rukun ishaare pe
Tu kahe tho khwabon ka bana ke
Main bahana sa
Mila karu sirhaane pe

Ohhh
Tum se dil ki baatein seekhi
Tum se hi yeh raahe seekhi
Tum pe marr ke mein tho
Jjee gaya

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda

Dil kahe ke aaj tho, chupa lo tum
panahon mein
Ke darr hai tum ko kho doonga
Dil kahe ki sambhal zara khushi ko
Na nazar laga
Ke darr hai mein tho ro dunga

Hooo
Karthi hoon sao vaade tum se
Bandhe dil ke dhaage tum se
Yeh tumhe na jane kya hua

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda


Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai


Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda

Ke ban gaye ho tum mere khuda

tu salamat.....


Tu hai meethi zubaan
Main na jaanu, tu hai kahaan

Tere aage jhuka, roke se na ruka
Tu hai mera, tera main ho chuka ha….
Aise kyun hai chhupa, Dil na mera dukha
Tu hai mera, tera main ho chuka ha….
Ho ho ho ho …..

Main hoon zameen ka, tum aasmaan ke
Karze utaroon main jism o jaan ke
Main hoon zameen ka, tum aasmaan ke
Karze utaroon main jism o jaan ke

Jaan tere haathon mein, Le baaton baaton mein
Nazuk halaaton mein, Haan main haan jee chuka

Tere aage jhuka, roke se na ruka
Tu hai mera, tera main ho chuka ha….
Aise kyun hai chhupa, Dil na mera dukha
Tu hai mera, tera main ho chuka ha….
Ho ho ho ho …..

Main bhi khafa hoon, Tu bhi khafa hai
Jaane na koi kiski khata hai
Main bhi khafa hoon, Tu bhi khafa hai
Jaane na koi kiski khata hai

Main teri raahon mein, Tu meri aahon mein
Ya hai nigaahon mein, Khawaab jaisa chhupa

Tere aage jhuka, roke se na ruka
Tu hai mera, tera main ho chuka ha….
Aise kyun hai chhupa, Dil na mera dukha
Tu hai mera, tera main ho chuka ha….
Ho ho ho ho …..

Tum salamat, to salamat, Mere dono jahaan
Main na jaanu, tu hai kahaan
Tu sukoon hai, tu yakeen hai, Tu hai meethi zubaan
Main na jaanu, tu hai kahaa


where-ever you do ..i am waiting for you...deep in my heart......miss you even between my heartbeats...

Beete lamhe



Beete lamhe

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Beete lamheinnnnn........

Chand lamhoon ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi
Chand lamhoon ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi

Teri aagosh din the mere kate
Teri baaahon mein thi mere raatien kati
OoOOooOOO OO

Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko bhoola jate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lamheinnnnn

Mere kandhein mein sar ko Jukana Tera
Mere sene mein khud ko chupana teraa


Aake mere panaho mein shaam-o-seher
Kanch ki trah woh tut jana tera

OoOOooOOO OO

Aaj bhi jab woh manzar nazar aate hai
Dil ki viraniyon ko mita jate hai

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lamheinnnnn
Dard Mein .....Beete lamheinnnnn

my bleeding heart..............


My bleedin heart lies dripin in ur hand;
My empty eyes beseech u seeking,
to offer u me,before I turn to dust.
But there`s nothing left in me,my soul's barren,
You mayb there on your knees,in regret with tears streaming
But,i have nothin more to left to give
Ur luv stil stays in me-though you have gone ages ago
MARCHED AHEAD OF ME!!!
It was a song,a rhythmic dance
A tender melody,a rhythm of tender love
Wit my eyes closd i cld paint it
With colors pure and bright
But now the heart echos with anguished cries
Cries of trampled love n betrayed trust
In my crumbled world,
lying among fumbled words
Muddled in hatrd i grieve, my funny reasons
my frozen lips,wither in the blizzard of your hatred
But my heart still burns,aching for my unrequited love...

Sunday, July 13, 2008

happy birthday dad.....





Dad, I really miss you. I love you. I know that we had a good relationship, and I know that you knew how I loved you. I just wish that I told you more often

Monday, June 9, 2008

yeh meri kahani.............strings

yeh hai meri kahani
khamosh zindagani
sannata keh raha hai
kyun zulm seh raha hai
ek dastaan purani
tanhayi ki zubani
har zakham khil raha hai
kuch mujh se keh raha hai
chuvtay kantay yadoon ke daaman say chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mai zinda hoon
bass yeh meri kahani
benishaan nishaani
ek darr beh raha hai
kuch mujh se keh raha hai
chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon..
bajay pyaar ki shabnum mere gulistaan mein
baraste rehte hain har simt maut ke sayesi
yahiyon se ulajh padti hain meri aankhein
koi nahi .. koi bhi nahi jo batlaye
kitni der ujalon ki raah dekhe koi nahi hai koi bhi nahina pass na durr
yeh pyaar hai dil ki dharkan
apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai
zindagi hai jo jiye jaati hai
khoon k ghoont peay jaati hai
khwaab aankhon se siye jaati haiab na koi paas hai
phir bhi ehsaas hai
yahiaon mai uljhi padijeene ki ek aas hai
yadoon ka jungle yeh dil
kaanton se jal thal yeh dil
chuvtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon