Wednesday, September 3, 2008

bakhuda tum hi ho..........



tumhi ehsaason mein…
tumhi jazbaaton mein…
tumhi lamhaaton mein…
tumhi din raaton mein…

Bakhuda… tumhi ho,
Har jagah, tumhi ho…
haan main dekhun jahaan jab…
uss jagah… tumhi ho…

ye jahaan… tumhi ho,
wo jahaan… tumhi ho…
iss zameen se falak ke…
darmiyaan… tumhi ho…

tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho…

tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho….

tum hi ho… ho…
tum hi…

kaise bataayein tumhe…
aur kis tarah … ye…
kitna tumhe hum, chahte hain…

sayaan bhi tera dikhe…
to paas jake…
uss mein simat hum jaate hain…

raasta… tumhi ho,
rehnuma… tumhi ho…
jiski khwaahish hai humko…
wo panaah tumhi ho…
tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho…

tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho….

tumhi ehsaason mein…
tumhi jazbaaton mein…
tumhi lamhaaton mein…
tumhi din raaton mein…

kaise bataayein tumhe…
shabb mein tumhaare…
khwaab haseen jo aate hain…

kaise bataayein tumhe…
lafz wo saare…
jism ko jo mehkaate hain…

iftidaar… tumhi ho,
intehaan… tum hi ho…
tum ho jeene ka maqsad…
aur wajah tumhi ho…

Bakhuda… tumhi ho,
Har jagah, tumhi ho…
haan main dekhun jahaan jab…
uss jagah… tumhi ho…

ye jahaan… tumhi ho,
wo jahaan… tumhi ho…
iss zameen se falak ke…
darmiyaan… tumhi ho…

tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho…

tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho….

tum hi ho….

tum hi…

No comments: