preet ki lath mohe aaisi laagi
ho gayi main matwaali
bal bal jaaun apane piya koke main jaaun vaari vaari
mohe sudh budh naa rahe tan mann kiyeh toh jaane duniya saari
bebas aur laachar phiru main
haari main dil haari
tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun
tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun
teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
tune kya kar dala
marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewaniteri deewani deewani
ishq junoon jab hadh se badh jaaye - 2
hanste hanste aashiq suli chadh jaaye
ishq ka jaadu sar chadhkar bole
khoob laga lo pehre raste rab khole
yahi ishq ki marzi hain yahi rab ki marzi hain
yahi ishq ki marzi hain yahi rab ki marzi hain
tere bin jeena kaisa???
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani
ke main rang rangili deewani - 2
ke main albeli main mastani
gaaun bajaaun sabko rijhaaunhe ???
se begaanike main deewani main deewani
tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun
tere jaan ke sadle mein kuchh aaisa kar jaaun
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani
teri deewani deewani
teri deewani deewani
click http://youtube.com/watch?v=rId1koBIpFM for the video...
No comments:
Post a Comment